Chat gpt kya hai?

ChatGPT, OpenAI dwara viksit ek advanced AI language model hai. Iska poora naam "Chat Generative Pre-trained Transformer" hai. Yeh ek aisa system hai jo natural language processing ka upyog karke insaano ke sawaalon ka jawaab de sakta hai, unke sath vartalaap kar sakta hai, aur bahut si prakriyaon ko asaani se samajh sakta hai.


Iska pramukh upyog chatbots, content creation, language translation, technical support, aur kai anya fields mai hota hai. Yeh pehle se pre-trained hota hai, matlab ise kai saari text data pr trained kiya jaata hai taki yeh vyavhar aur gyaan ke adhaar pr upyogkartaa ko sahi jawab de sake.








0 likes

Top related questions

No related question available! Ask Your Question.

Related queries

Latest questions

Universe kese bna

19 Oct 2024 0

Islamic knowledge

19 Oct 2024 1

Chat gpt kya hai?

19 Oct 2024 0

What is love?

19 Oct 2024 3